Surprise Me!

Dhak Dhak Karne Laga - HD 1080p - Beta (1991) - [Filereal] - Fresh Songs HD

2016-05-26 59 Dailymotion

Subscribe: www.facebook.com/torrentmovies1

Dhak Dhak Karne Laga Lyrics from Beta

Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga - (2)
Saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod naa - (2)
Dil se dil mil gaya, mujhse kaisi yeh haya - (2)
Tu hai meree dilaruba, kya lagti hai wah re wah - (2)
Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga

Apna kaha jab piya tune mujhe, mai mithe mithe sapne sajane lagee
Dekha meree rani jab maine tujhe, meree soyi soyi dhadkan gane lagee
Jadu teraa chhane laga, meree nas nas me samane laga
Khud ko mai bhulane laga, tujhe sanso me basane laga
Rishta abb yeh rishta, sathi tutega naa tode kabhee
Dil se dil mil gaya mujhse kaisi yeh haya
Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga

Uljhi hai kalee kalee lat teree, jara inn julfon ko suljhane toh de
Itani bhee kya hai jaladi tujhe, ghadi apne milan kee tu aane toh de
Aise naa bahane bana meree rani abb toh bahon me aa
Aise naa nigahe mila koyee dekhega toh sochega kya
Masti chhayi hai masti, aake lag jaa gale se abhi

Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga - (2)
Saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod naa - (2)
Dil se dil mil gaya, mujhse kaisi yeh haya - (2)
Tu hai meree dilaruba, kya lagti hai wah re wah - (2)
Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga
Dil se dil mil gaya, mujhse kaisi yeh haya

http://www.hindilyrics.net/lyrics/of-Dhak%20Dhak%20Karne%20Laga.html

Buy Now on CodeCanyon